Wednesday, March 23, 2016

Holi at Jodhpur Mandore 23.3.2016 , 4:PM


Har varsh ki tarah iss varsh bhi Mandore Mali Samaj davra aayojit Raav ji ki Gher dhom dham se manayi jayegi....
Ye karyakarm 23 March, 2016 sham 4 baje Khokariya Bera se sharu hokar Mandore Garden Naag Kund me ja kar ke sampan hoga....

Aap Sabhi Mitro se ye aanurodh hain ki apne iss dharmik, samajik aur sanskratik Dharohar ko saanjoke rakhane me sayog kare aur shanti vah bhaichara banaye rakh kar iss karyakarm ko safal banaya.....

Dhanyawad 
Parikshit Kachhwaha

No comments: